Site icon Lyricsnona

Jashn E Bahara Lyrics In Hindi 2008– A. R. Rahman and Javed Ali | Updated 2025

jashn e bahara lyrics
Attribute Details
Song Name Jashn E Bahara
Singer Name A. R. Rahman and Javed Ali
Lyrics Name Jashn E Bahara Lyrics
Music Director A. R. Rahman
Label Sony Music India

Jashn E Bahara Lyrics

कहने को जश्न-ए-बहारा हैइश्क़ ये देख के हैराँ हैकहने को जश्न-ए-बहारा हैइश्क़ ये देख के हैराँ हैफूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन मेंछुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन मेंसारे सहमे नज़ारे हैंसोये-सोये वक्त के धारे हैंऔर दिल में खोई-खोई सी बातें हैंहो हो कहने को जश्न-ए-बहारा हैइश्क़ ये देख के हैराँ हैफूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन मेंछुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
कैसे कहें क्या है सितमसोचते हैं अब ये हमकोई कैसे कहे वो हैं या नहीं हमारेकरते तो हैं साथ सफरफासले हैं फिर भी मगरजैसे मिलते नहीं किसी दरिया के दो किनारेपास हैं फिर भी पास नहींहमको ये गम रास नहींशीशे की इक दीवार है जैसे दरमियाँसारे सहमे नज़ारे हैंसोये-सोये वक्त के धारे हैंऔर दिल में खोई-खोई सी बातें हैंहो हो कहने को जश्न-ए-बहारा हैइश्क़ ये देख के हैराँ हैफूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन मेंछुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
हमने जो था नगमा सुनादिल ने था उसको चुनाये दास्तान हमें वक्त ने कैसी सुनाईहम जो अगर हैं गमगींवो भी उधर खुश तो नहींमुलाकातों में है जैसे घुल सी गई तन्हाईमिलके भी हम मिलते नहींखिलके भी गुल खिलते नहींआँखों में हैं बहारें, दिल में खिज़ासारे सहमे नज़ारे हैंसोये-सोये वक्त के धारे हैंऔर दिल में खोई-खोई सी बातें हैंहो हो कहने को जश्न-ए-बहारा हैइश्क़ ये देख के हैराँ हैफूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन मेंछुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में

Jashn E Bahara Lyrics In English

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekh ke hairan hai
Kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekh ke hairan hai
Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain
O ho, kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekh ke hairan hai
Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahein kya hai sitam
sochte hain ab yeh hum
Koyi kaise kahe woh hai ya nahin humaare
Karte toh hai saath safar
phaasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare
Paas hain phir bhi paas nahee
humko yeh ghum raas nahin
Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan

Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain
Kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekhke hairan hai
Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Humne jo tha nagma suna
dil ne tha usko chuna
Yeh daastaan hamein waqt ne kaisi sunayi
Hum jo agar hai ghumgeen
woh bhi udhar khush toh nahin
Mulaqaaton mein hai jaise ghul si gayi tanhayi
Milke bhi hum milte nahin
khil ke bhi gul khilte nahin
Aankhon mein hai bahaarein
dil mein khiza

Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyi-khoyi si baatein hain
O ho, kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekhke hairan hai
Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Jashn E Bahara Video Song

Exit mobile version