Site icon Lyricsnona

Teri Yaad Song Lyrics In Hindi 2023 – Aditya Rikhari | Updated 2024

teri yaad aditya rikhari lyrics
Field Details
Song Name Teri Yaad
Singer Name Aditya Rikhari
Lyrics Name Teri Yaad Song Lyrics
Music Director N/A
Label Indiea Records

Teri Yaad Song Lyrics

Ek toh tera gham tadpaye
Ek toh tera naam na jaaye
Ek toh neend aati nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

Raat raat bhar yaad teri aati rahi
Diljala main pehle se ye aur jalati rahi
Dhoondne jo nikla kuch sukoon zamaane mein
Chah kar bhi sala dil kahi laga hi nahi,
Laga hi nahi ek pal ghar se maikhane me
Ghol kar ke pi gaya wo khat tere purane main
Ek baat toh batao jaan theek ho na?
Waqt bhot lagraha hai tumko aane mein

Aao ke raatein ab ye kaati nahi jaati
Haara sab tujhpe mujhme kuch bhi nahi baaki
Ab to ye aalam hai dil kaboo me nahi
Roku kaise khudko koi bataaye

Ek toh tera gham tadpaye
Ek toh tera naam na jaaye
Ek toh neend aati nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar aaye
(x2)

Kal raaste mein takra gaye jo, Pheroge kya nazarein
Dekh ke humko tum hass dena acha lagega hume
Thoda sabar loon aankhon mein bhar loon rakhlu mai tujhko wahin
Duniyaan ye ghum ho, bas mai aur tum ho
Raat ki chaadar tale…

Tera naam meri saans mein hai aaj bhi
Tera ilaaj is glass mein hai aaj bhi
Jala chuke ho sab nishaaniyan meri magar tera rumaal mere paas mein hai aaj bhi

Aaj bhi aao sidha seene se lago
Naaraazgi bhi humko tum si nahi aati

Aao ke raatein ab ye kaati nahi jaati
Dekhu ek pal tujhko chain aaye

Ek toh tera gham tadpaye
Ek toh tera naam na jaaye
Ek toh neend aati nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

Teri Yaad Song Lyrics In Hindi

एक तो तेरा गम तड़पाए
एक तो तेरा नाम ना जाए
एक तो नींद आती नहीं
उसपे तेरी याद रात भर आये

रात-रात भर याद तेरी आती रही
दिलजला मैं पहले से ये और जलती रही
ढूँढ़ने जो निकला कुछ सुकून जमाने में
चाह कर भी साला दिल कहीं लगा ही नहीं,
लगा ही नहीं एक पल घर से घूमने में
घोल कर के पी गया वो ख़त तेरे पुराने मैं
एक बात तो बताओ जान ठीक हो ना?
वक़्त बहुत लग रहा है तुमको आने में

आओ के रातें अब ये कटती नहीं जाती
हारा सब तुझपे मुझमें कुछ भी नहीं बाकी
अब तो ये आलम है दिल काबू में नहीं
रोकू कैसे खुदको कोई बताये

एक तो तेरा गम तड़पाए
एक तो तेरा नाम ना जाए
एक तो नींद आती नहीं
उसपे तेरी याद रात भर आये
(x2)

कल रास्ते में टकरा गए जो, फिरोगे क्या नजरें
देख के हमको तुम हंस देना अच्छा लगेगा हमें
थोड़ा साबर लूं आंखों में भर लूं रखलू माई तुझको वहीं
दुनियां ये गम हो, बस मैं और तुम हो
रात की चादर कहानी…

तेरा नाम मेरी सांसों में है आज भी
तेरा इलाज आज भी शीशे में है
जला चुके हो सब निशानियां मेरी मगर तेरा रुमाल मेरे पास में है आज भी

आज भी आओ सीधे सीने से लगाओ
नाराज़गी भी हमको तुम सी नहीं आती

आओ के रातें अब ये कटती नहीं जाती
देखु एक पल तुझको चैन आये

एक तो तेरा गम तड़पाए
एक तो तेरा नाम ना जाए
एक तो नींद आती नहीं
उसपे तेरी याद रात भर आये

Find More Song Lyrics

Teri Yaad Video Song

Exit mobile version